Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaan Nishar Akhtar
HomeJaan Nishar Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa daaaaa aaaaa aaaaaa mann mora baanwara mann mora baanwara nis din gaaye geet milan ke nis din gaaye geet milan ke mann mora baanwara mann mora baanwara aashaon ke deep jalaa ke aashaon ke deep jalaa ke baithi kab se aas laga ke baithi kab se aas laga ke aayaa pritam pyaara mann mora baanwara mann mora baanwara nis din gaaye geet milan ke nis din gaaye geet milan ke mann mora baanwara mann mora baanwara mann mandir mein shyaam biraaje mann mandir mein shyaam biraaje chhun chhun mori paayal baaje chhun chhun mori paayal baaje kaisa jaadoo daaraaa mann mora baanwara mann mora baanwara nis din gaaye geet milan ke nis din gaaye geet milan ke mann mora baanwara mann mora baanwara mann mora baanwara mann mora baanwara nis din gaaye geet milan ke nis din gaaye geet milan ke mann mora baanwara mann mora baanwara
mazandaran mazandaran mazandaran mazandaran mere watan mere jahaan ae gulsitaan jannat nishaan mazandaran mazandaran har phool tera ek chaman har shaakh hai naazuk dulhan ae jaaneman ae jaaneman sadke tere sadke tere ye jism o jaan mazandaran mazandaran jarre hain tere yaa guhar padti hai shaahon ki nazar laalo zawahir iss qadar mumkin nahin mumkin nahin jinka bayaan mazandaran mazandaran ek husn ki mehfil hai tu har shauk ki manzil hai tu hum aashqon ka dil hai tu har lazza teri daastaan mazandaran mazandaran
mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain le kar dil o jigar ke nazraane aa gaye hain le kar dil o jigar ke nazraane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain haaaaannn mara hai teer tune dil ke kareeb aa kar ghayal bana diya hai humko nazar mila kar hum bhi tujhe tadap kar tadpane aa gaye hain hum bhi tujhe tadap kar tadpane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain aakhen churane waaleeeeee aakhen churane waale tujhko pata nahin hai aakhen churane waale tujhko pata nahin hai bin pyaar zindagi ka koi mazaa nahin hai bin pyaar zindagi ka koi mazaa nahin hai itni si baat tujhko samjhaane aa gaye hain itni si baat tujhko samjhaane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain mehfil mein aaj teri deewane aa gaye hain le kar dil o jigar ke nazraane aa gaye hain mehfil
meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun mere dil ki lagi tu meri zindagi tu meri har nazar hai teri daastan mere dil ki lagi tu meri zindagi tu meri har nazar hai teri daastan mere dil ki baharen tumhi ko pukare tumhi se hai abaad mera jahaan mere dil ki baharen tumhi ko pukare tumhi se hai abaad mera jahaan tu mera naaz hai mera andaaz hai dil ki aawaaz hai meri neendon mein tum mere khwabon mein tum ho chuke hum tumhari mohabbat mein gum mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun meri nazaron ne tujhko liya aaj chun mann ki veena ki dhun tu balam aaj sun dil pe chhayi khushi hai
mujhpe ilzaam e bewafaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai usne hai thaani zulm dhaane ki mujh mein himmat hai ghum uthane ki khush hoon aye dil tujhe mitaane ki mitaane ki aaj usne kasam to khaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai tu hua dil se kab juda keh de mujhse kyun ho gaya khafaa keh de tu hi insaaf se zara keh de zara keh de kisne shart e wafaa bhulaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai hai gawaara tera sitam mujhko har jafaa hai teri karam mujhko jaan jaaye nahin hai ghum mujhko jab muhabbat pe baat aayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai
nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nazar nazar haseen hai tapak raha hai ras jo ek dil gaya to kya tumhen milenge dus nazar nazar haseen hai tapak raha hai ras jo ek dil gaya to kya tumhen milenge dus kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum tumhara dil are kahin atak gaya na ho jawaan tha idher udher bhatak gaya na ho tumhara dil are kahin atak gaya na ho jawaan tha idher udher bhatak gaya na ho kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum humara kya jo tum kaho wo baat maan le khafa na ho to apna dil tumhi ko jaan le humara kya jo tum kaho wo baat maan le khafa na ho to apna dil
nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
piya piya piyaa piya piya piya mora jiya pukare hum bhi chalenge saiyan sang tumhare hum bhi chalenge saiyan sang tumhare chori chori chori chori chori chori kaahe humein pukaare tum to basi ho gori man mein hamaare tum to basi ho gori man mein hamaare piya piya piya aa aa aa aa aa aa ha ha ha haaa yadoolei hodoolei yoodoolei ye chhip chhip hum se chale ho kahan saiyan main lagoon tore paiyan na chhod mori baiyan ye chhip chhip hum se chale ho kahan saiyan main lagoon tore paiyan na chhod mori baiyan ye chhab matwari ye mukh gora gora na dekho dekho aise ki jiya dole mora ye chhab matwari ye mukh gora gora na dekho dekho aise ki jiya dole mora haan bhole bhale naina mere jaane kya ishaare tum to basi ho gori man mein hamaare tum to basi ho gori man mein hamaare piya piya piya aa aa aa aa aa aa di ee di dei ti odu dou di ee di dei ti odu dou main piya tori chhaya main sang sang doloon tu jaye jahan saiyan main saath tere holoon main piya tori chhaya main sang sang
hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mere mann mein aaj ek pyaar ki duniya ban ke sajna mere nain samaja khawab sunhera ban ke sajna lagi tose preet gaaun main geet lagi tose preet gaaun mein geet mere mann ke meet aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye chale mast pawan ik nasha sa chaaye sajna sajna meri ankhiyan fir bhi neend na aaye sajna sajna nahin beete rain tarse ye nain nahin beete rain tarse ye nain mera ban ke chain aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mera machale jiya ek baat na meri maane sajna mere dil ki batiya haaye koi kya jaane sajna gale baiyan daar mann dungi haar gale baiyan daar mann dungi haar mera tu shingaar aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli
sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao hazaron dil dhadakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao kahan ho tum jo apne ko mera deewana kehte the wo aankhein tum kabhi jinko hansi paimana kehte the hansi paimana kehte the wo paimane chhalakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao yahi wadi yahi sahil yahi rangeen nazaare the yahi ghum e mohabbat ke jawaan lamhe guzare the jawaan lamhe guzare the kahan hum bhool sakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao mohabbat ke hansi wade the donon ki nigahon mein kabhi aankhein thi aankho mein kabhi bahein thi bahon mein kabhi bahein thi bahon mein akele ab bhatakte hain chale aao chale aao chale aao chale aao sitare raah takte hain chale aao chale aao chale aao chale aao
tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate nazar se chheen kar apni haseen soorat bhi le jaate andhere aur in aankhon mein chha jaate to achchha tha tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha jahaan sau zulm dhaaye the jahaan dil ko mitaaya tha mujhe bhi apne haathon se mita jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mera dil pher de meri nishaani pherane waale mera dil pher de meri nishaani pherane waale jo mumkin ho to lauta do meri aahen mere naale jo mumakin ho to lauta do meri aahen mere naale hum apne dil ka khoya chain pa jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate
tum mehakti jawaan chandani ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho narm aanchal se chhanti ye khushboo mere har khaab par chhaa gayi hai narm aanchal se chhanti ye khushboo mere har khaab par chhaa gayi hai jab bhi tumpar nighaahen padi hain dil mein ek pyaas lehraa gayi hai tum to sachmuch chhalakti nadi ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho jab se dekha hai chaaha hai tumko ye fasaana chala hai yahin se jab se dekha hai chaaha hai tumko ye fasaana chala hai yahin se kab talak dil bhatakta rahega maangloon aaj tumko tumhin se tum ke khud pyaar ho zindagi ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani ho chalti phirti koi roshni ho rang bhi roop bhi raagini bhi jo bhi sochun tumhen tum wohi ho tum mehakti jawaan chandani
gareeb jaan ke gareeb jaan ke humko naa tum mita dena tumhin ne dard diya tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye tadap rahen hai muhabbat mein ik nazar ke liye nazar mila ke nazar mila ke muhabbat se muskuraa dena tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke jahaan mein aur humara kahaan thikaana hai jahaan mein aur humara kahaan thikaana hai tumhaare dar se kahaan uth ke humko jaana hai jo ho sake to jo ho sake to muqaddar mera jagaa dena tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke mila qaraar naa dil ko kisi bahaane se tumhari aas lagaaye hain ik zamaane se kabhi to apni kabhi to apni muhabbat ka aasraa dena tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke nazar tumhari mere dil ki baat kehti hai nazar tumhari mere dil ki baat kehti hai tumhari yaad to din raat saath rehti hai tumhari yaad ko tumhari yaad ko mushkil hai ab bhula
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye dil aur unki nigaahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye ye dil aur unki nighahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pahadon ko chanchal kiran chumati hai pahadon ko chanchal kiran chumati hai hawa har nadi ka badan chumati hai hawa har nadi ka badan chumati hai yahaan se wahaan tak hain chahon ke saaye yahaan se wahaan tak hain chahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye lipate ye pedon se badal ghanere lipate ye pedon se badal ghanere ye pal pal ujaale ye pal pal andhere ye pal pal ujaale ye pal pal andhere bahot thande thande hain raahon ke saaye bahot thande thande hain raahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye laa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mann Mora Baanwara Raagini (1958) 04:13 14024
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Padmini
Duration : 04:13   Song Number : 14024   

Mazandaran Rustam Sohrab (1963) 03:42 32139
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Azad
Duration : 03:42   Song Number : 32139   

Mehfil Mein Aaj Teri Naya Andaz (1956) 03:13 13854
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 13854   

Meri Neendon Mein Tum Naya Andaz (1956) 05:21 20949
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Kishore Kumar
Duration : 05:21   Song Number : 20949   

Mujhpe Ilzaam E Bewafaayi Yasmin (1955) 03:23 14423
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:23   Song Number : 14423   

Nashe Mein Hum Nashe Black Cat (1959) 03:34 15561
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Johny Walker, Kumkum
Duration : 03:34   Song Number : 15561   

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Ek Saal Pehle (1965) 03:38 32678
 
Poster of Ek Saal Pehle (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Asit Sen, Saida Khan
Duration : 03:38   Song Number : 32678   

Piya Piya Piya Mora Jiya Baap Re Baap (1955) 03:32 12278
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Chand Usmani
Duration : 03:32   Song Number : 12278   

Raat Rangeeli Chamke Baap Re Baap (1955) 03:11 12279
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:11   Song Number : 12279   

Sitare Raah Takte Hain Black Cat (1959) 03:40 32415
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:40   Song Number : 32415   

Tum Apni Yaad Bhi Dil Se Yasmin (1955) 03:29 15746
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Suresh
Duration : 03:29   Song Number : 15746   

Tum Mehakti Jawaan Chandani Ho Pyase Dil (1974) 03:24 15652
 
Poster of Pyase Dil (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Yash Tandan
Duration : 03:24   Song Number : 15652   

Tumhin Ne Dard Diya Chhoo Mantar (1956) 04:40 12981
 
Poster of Chhoo Mantar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Anita Guha
Duration : 04:40   Song Number : 12981   

Ye Dil Aur Unki Nigaahon Ke Saaye Prem Parbat (1973) 06:16 21433
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:16   Song Number : 21433   
Karaoke Songs of jaan nishar akhtar, Sad Songs of jaan nishar akhtar, Love Songs of jaan nishar akhtar, Dance Songs of jaan nishar akhtar, Hip-hop songs of jaan nishar akhtar, Best songs of jaan nishar akhtar, Super hit songs of jaan nishar akhtar, hit songs of jaan nishar akhtar, duet songs of jaan nishar akhtar, solo songs of jaan nishar akhtar, old songs of jaan nishar akhtar, famous songs of jaan nishar akhtar, Hindi Karaoke Songs of jaan nishar akhtar, Hindi Sad Songs of jaan nishar akhtar, Hindi Love Songs of jaan nishar akhtar, Hindi Dance Songs of jaan nishar akhtar, Hindi Hip-hop songs of jaan nishar akhtar, best Hindi songs of jaan nishar akhtar, super hit Hindi songs of jaan nishar akhtar, hit Hindi songs of jaan nishar akhtar, duet Hindi songs of jaan nishar akhtar, solo Hindi songs of jaan nishar akhtar, old Hindi songs of jaan nishar akhtar, famous Hindi songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Sad Songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Love Songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Dance Songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Hip-hop songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Best songs of jaan nishar akhtar, Sing Along Super hit songs of jaan nishar akhtar, Sing Along hit songs of jaan nishar akhtar, Sing Along duet songs of jaan nishar akhtar, Sing Along solo songs of jaan nishar akhtar, Sing Along old songs of jaan nishar akhtar, Sing Along famous songs of jaan nishar akhtar